Blogger recruitment and result Latest recruitment and result Blogger Tricks
Showing posts with label Bewafa and Dard. Show all posts
Showing posts with label Bewafa and Dard. Show all posts

Wednesday, 2 January 2013

Armaano ki ginti to mujhe nahi aati......


Armaano ki ginti to mujhe nahi aati......
Par dil ka ek khayal apse kah du.......

Agar pani ki har ek boond pyar ban jaye.......
To tohfe me apko saara samander de du…...!!
Photo: Armaano ki ginti to mujhe nahi aati......
Par dil ka ek khayal apse kah du.......

Agar pani ki har ek boond pyar ban jaye.......
To tohfe me apko saara samander de du…...!!

SAM

ek kabar pe likha tha,

ek kabar pe likha tha,
mai kisi ko kya elzaam...
.
.
.

du apni maut ka yaaro,

is zindagi me to.....,
sataane wale v apne the,
or dafnaane wale v apne the........

Aata nahi hamein ikraar karna

Aata nahi hamein ikraar karna,...♥
Na jane kaise seekh gaye pyar krna,,,,,, ♥
Rukte na the do pal kisi ke liye,,,,. ♥
Na jane kaise seekh gaye intzaar karna...... ♥

"HaZaron Or bhi manZar thaY, Tere huSn se barh kar,


"HaZaron Or bhi manZar thaY, Tere huSn se barh kar,

"Nazar ka jee bhi Lalchaya, Ye kaafir Dil nahin Maana...

Bhul jane ka Hosla na tha na hoga,

 Bhul jane ka Hosla na tha na hoga,

Dur rehkr bhi ye dil usse juda na hai na hoga,

Usse Milkar kisi or se kya Milna,

Koi uske jaisa na tha na hai na hoga...!!

Dhoop tez hai paas saya b nhi,


 

Dhoop tez hai paas saya b nhi,

Dard aisa hai k rona aaya b nhi,

Tere siva maine kisi ko apna mana hi nhi,

Q k tere jaisa dost rab ne banaya hi nhi...!!

Kaisa ye rishta h jo nibhana padta h,

Kaisa ye rishta h jo nibhana padta h,

Dard dil ko hota h hume chhupana padta h..

Saza milti h aankho ko rone ki,

Or in badnaseeb labbon ko muskurana padta h...!!

Thursday, 18 October 2012

काश के मिल जाये मुझे "मुक़दर " की

काश  के  मिल  जाये  मुझे  "मुक़दर " की
  वोह सियाही और "कलाम".!
*
-=जानेमन=-
...
*
  लम्हे लम्हे की "खुशी" लिख दूँ 
 आपकी "जिंदगी" के लिए..!!

एक पाकीज़ा मोहबब्त के तलबगार हम थे

एक पाकीज़ा मोहबत के तलबगार हम थे,
आज़माकर देखते बहुत वफादार हम थे,
हमने भी चाँद को दामन में  समेटना चाहा,
शायद इसी ख़्वाहिश के गुनेहगार हम थे।

Saturday, 21 July 2012

Kyo tum mujhse dur jane si lagi

Kyo tum mujhse dur jane si lagi
Mere dil ko tum tadpane si lagi
Din me apne sapne dhikhane si lagi
Tumahre sath aishi aadat si lagi
Man na lage ab neend jane si lagi
Haqikat ab samne aane si lagi
Tum pyar kisi dusre se kerne si lagi
Mujhe hua dukh sanse jane si lagi
Dil tuta dhadkan band hone si lagi
Tumahari chot dil ko gahri si lagi.......

Thursday, 12 July 2012

Hontho pe na kabhi koi shikwa chahiye

Hontho pe na kabhi koi shikwa chahiye,
Bus nigahe karam aur dua chahiye,
Chand taro ki tamanna mujhko nahi,
Aap salamat raho aur mujhe kya chahiye..

Tuesday, 26 June 2012

wo waqt bhi ajeeb tha

''...wo waqt bhi ajeeb tha...
jab apni sari khushiyan apke nam ki thi.
Waqt aj bhi ajeeb hai ...
jab apni sari tanhaiyan apke nam kar di'.

Friday, 15 June 2012

Iss zamane mein wafa

Iss zamane mein wafa ki talash naa kar Ghalib...
Wo waqt aur tha jab makan kacche aur log sacche hua karte the..!

Har mohabbat ki taqdeer ko khuda likhta hai

Har mohabbat ki taqdeer ko khuda likhta hai.
wo ek dusre ko juda rakhta hai.
wo azmaata hai dono k pyaar ko.
ki dekhein kon kise kitna pyaar karta hai....

Gujarish hamari wo maan na sake

Gujarish hamari wo maan na sake,
Mazburi hamari wo jaan na sake,
Kehte hai marne ke baad bhi yaad rakhege 
Jite ji jo hame pehchan na sake.

Ek Phool Ajeeb Tha

Ek Phool Ajeeb Tha,
Kabhi Mere Bahut Karib Tha.
Jab Hum Chahne Lage Use Khud Se Jayada,
To Pata Chala Wo Hum Se Bhi Jyada Kisi Or KE Karib Tha...G,nit

Ek bar sare feelings ne decide kiya ki wo chupan chupayi khelenge

Ek bar sare feelings ne decide kiya ki wo chupan chupayi khelenge.
dard ne counting start ki or baki feelings chup gye juth ped ke piche chupa or pyr gulab ki jhadiyon k peeche..sab pakde gaye siwaye pyr k,
ye dekh jealousy ne dard ko bta diya ki pyr kaha chupa hai..
dard ne pyr ko kheech k nikala to kanto ki wajah se pyr ki aankhe kharab ho gai or wo andha ho gaya.
ye dekh bhagwan ne dard ko saza sunai ki use jindagi bhar pyr ke sath rhna padega tab se pyar jaha b jata h dard deta h.

mohabbat ki taqdeer ko khuda likhta hai.

Ek Bahartey Uvak Ne Chanies Ladki Se Sadi Kee! ek sal bad bo mar gai Use Rota Dek Uska Dost Bola -yar Dukh Kee Bat Tho Hai,par Soch Chaina Kee CheegHar mohabbat ki taqdeer ko khuda likhta hai.
wo ek dusre ko juda rakhta hai.
wo azmaata hai dono k pyaar ko.
ki dekhein kon kise kitna pyaar karta hai... Or Keetna Chalegi..

Ehsaas-e-arzu ko dil se mita na sakoge,

Ehsaas-e-arzu ko dil se mita na sakoge,
bhulna chaho magar bhula na sakoge,
ye chirag pyar ka dil se jalaya hai humme,
jal jaoge magar bhuja na sakoge good morning

Chaandni raaton mey saara jahan sota hai,

Chaandni raaton mey saara jahan sota hai,
 Kisiki yaadon mey koi badnaseeb rota hai.
KHUDA Kisi ko mohabbat pe fida na kare,
agar kare tou qayamat tak usey juda na kare.