Saara din bit jaaye,
Saari raat jagaye,
Bas khayal tumhara
lamha-lamha tadpaye,
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare.
Saari raat jagaye,
Bas khayal tumhara
lamha-lamha tadpaye,
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare.
No comments:
Post a Comment